LATEST APPSGONEFREE Follow us on twitter
GearAdvice AppAdvice/TV NowGaming WatchAware

Allah tala ke kurb ka ek zaria istekhara hai

The Istikhara

by jabir Ali

What is it about?

Allah tala ke kurb ka ek zaria istekhara hai. Jo banda istekhara karta hai, wo allah tala ke kurb ko pata hai or uss kurb ko mahsoos karta hai. Jo jis kadar jyada istekhara karta hai, usi kadar allah ke jyada kareeb hota chala jata hai. Kareeb bahoot hi kareeb, behad kareeb. Yaha tak ki uska dil, uski akhian, orr uske azaa usse bhar jaate hai, roshan hoo jate hai. bus ek baat yaad rakhe, ki ye saare fhayede istekhara karne ke hai, istekhara karwane ke nahi. Wo log jo muslim ho kar doosro se istekhara karate hai, malooom nahi ki unke soch kya hote hai, kya wo khud allah tala se nahi mangna chahate. yaa wo khud ko allah tala se door samajte hai. Agar door samajte hai to kya kareeb nahi hona chahate. Allah tala ke nabi sallallahu alaehi wasallam ne sahaba ikram ko istekhara sikhaya, bahut hi ektemaam ke saath, bahut hi taqeed ke sath, taki har koi khod istekhara kare. Yhi hukm umat ky har frd ky ley hy.

App Details

Version
3.1
Rating
(2)
Size
43Mb
Genre
Books Education
Last updated
October 24, 2023
Release date
January 5, 2018
More info

App Screenshots

App Store Description

Allah tala ke kurb ka ek zaria istekhara hai. Jo banda istekhara karta hai, wo allah tala ke kurb ko pata hai or uss kurb ko mahsoos karta hai. Jo jis kadar jyada istekhara karta hai, usi kadar allah ke jyada kareeb hota chala jata hai. Kareeb bahoot hi kareeb, behad kareeb. Yaha tak ki uska dil, uski akhian, orr uske azaa usse bhar jaate hai, roshan hoo jate hai. bus ek baat yaad rakhe, ki ye saare fhayede istekhara karne ke hai, istekhara karwane ke nahi. Wo log jo muslim ho kar doosro se istekhara karate hai, malooom nahi ki unke soch kya hote hai, kya wo khud allah tala se nahi mangna chahate. yaa wo khud ko allah tala se door samajte hai. Agar door samajte hai to kya kareeb nahi hona chahate. Allah tala ke nabi sallallahu alaehi wasallam ne sahaba ikram ko istekhara sikhaya, bahut hi ektemaam ke saath, bahut hi taqeed ke sath, taki har koi khod istekhara kare. Yhi hukm umat ky har frd ky ley hy.

اللہ تعالیٰ کے ’’قُرب‘‘کا ایک اہم ذریعہ ’’استخارہ‘‘ ہے…جو بندہ ’’استخارہ‘‘ کرتا ہے وہ اللہ تعالیٰ کے ’’قرب‘‘ کو پاتا ہے اور اس ’’قرب‘‘ کو محسوس کرتا ہے… پھر جو جس قدر زیادہ استخارہ کرتا ہے اسی قدر اللہ تعالیٰ کے قریب ہوتا چلاجاتا ہے… قریب،بہت قریب،بے حد قریب … یہاں تک کہ اس کا دل،اس کی آنکھیں اور اس کے اعضاء ’’نور‘‘ سے بھر جاتے ہیں،روشن ہو جاتے ہیں… بس ایک بات یاد رکھیں یہ سارے فائدے ’’استخارہ‘‘ کرنے کے ہیں…استخارہ کرانے کے نہیں…وہ لوگ جو مسلمان ہوکر دوسروں سے ’’استخارہ‘‘ کراتے ہیں…معلوم نہیںاُن کی سوچ کیا ہوتی ہے…کیا وہ خود اللہ تعالیٰ سے نہیں مانگنا چاہتے؟کیا وہ خود کو اللہ تعالیٰ سے دور سمجھتے ہیں؟…اگردور سمجھتے ہیں توکیا قریب نہیں ہوناچاہتے؟اللہ تعالیٰ کے نبی نے حضرات صحابہ کرام کو …استخارہ سکھایا … بہت اہتمام کے ساتھ،بہت تاکید کے ساتھ… تاکہ ہرکوئی خود ’’استخارہ‘‘کرے…یہی حکم اُمت کے ہر فرد کے لیے ہے…

Hazrat aaqa madni sallallahu alehi wassalam ne apne jaame alfaaz me har baat sikha di. maslan:
1. Istekhara har kaam me hai, sirf shaadi wagairah barey kaamo ke liye nahi
2. Istekhara sirf taraddud ke waqt nahi, balki jab bhi kisi kaam ka irada ho, usme taraddud ya na ho, allah tala se khair mang lo, ki yaa allah! khair hai too ho jai khair nahi to muje is se bacha lijiye.
3. Doo rakat farz ke alawa ada karni hai yaani doo rakat nafal ada karo.
4. Doo rakat ke baad istekhara ki dua padhni hai or apni hajat ka name lena hai.

حضرت آقا مدنی نے اپنے جامع الفاظ میں استخاہ کی ہر بات سکھا دی… مثلاً

(۱) استخارہ ہر کام میں ہے… صرف شادی وغیرہ بڑے کاموں کے لئے نہیں

(۲) استخارہ صرف تردد کے وقت نہیں… بلکہ جب بھی کسی کام کا ارادہ ہو… اس میں تردد ہو یا نہ ہو اللہ تعالیٰ سے خیر مانگ لو کہ… یا اللہ خیر ہے تو ہو جائے خیر نہیں تو مجھے اس سے بچالیجئے…

(۳) دو رکعت فرض کے علاوہ ادا کرنی ہے…یعنی دو رکعت نفل ادا کرو…

(۴) دو رکعت کے بعد استخارہ کی دعاء پڑھنی ہے… اور اپنی حاجت کا نام لینا ہے…

Disclaimer:
AppAdvice does not own this application and only provides images and links contained in the iTunes Search API, to help our users find the best apps to download. If you are the developer of this app and would like your information removed, please send a request to takedown@appadvice.com and your information will be removed.